sms

      
                                    

एक शम्मा अंधेरे में जलाए रखना, सुबा होने को है मौहौल बनाए रखना, कौन जाने वो किस गली से गुज़रे, हर गली को फूलो से सजाए रखना!

Jab wo itna khaas ban gaye Unke bare me hi sochna ehsaas ban gaye Maang liya maine Bhagwan se unhe zindgi ke liye Isse pahle ki wo kisi or ki Saans ban gaye....

The Difference Between "Like", "Love" N "In Love" Are The Same Difference Between "For Now", "For A While" N "Forever..."

A candle may melt and it’s fire may die, but the love you have given me will always stay as a flame in my heart.

Manzil Bhi Kho Chuki Humsafar Bhi Nahin Raha, Meri Kisi Bhi Duaa Main Sayad Asaar Hi Nahin Raha. Jab Se Hui Hai Dil Ko Khabar wo bichhad raha hai mujhse, Lafzoon Ko Jodne Ka Tabse Hunar Bhi Nahi Raha.

Fiza me mahaqti saam ho tum, Pyar me jhalakta jaam ho tum, Tumhe dil me chupaye firte hain hamesa, Meri zindgi ka dusra naam ho tum..

Apni pyari ankhon me chupalo mujh ko Mohabbat tum se hain, churalo mujh ko. Dhup ho ya sehra tera sath chalenge hum Yaqeen naa ho toh aazma lo mujh ko. Tere her dukh ko seh lenge hans k hum Apne wajood ki chadar bana lo mujh ko Zindagi bhi tere naam kar di hai humne, Bas chand lamhe seene se laga lo mujh ko

Kuch to baat hai tujme jo tujhe yaad krne ko ji chahta hai Kuch khas hai jo tujhe bahon me bharne ko ji chahta hai, Hum tere kareeb hai ya nhi ye jante nhi hai magar dilbar Fir bhi mohabbat mein hadd se guzarne ko ji chahta hain.

Tere naam se mohabbat ki hain, Tere ehsaas se mohabbat ki hai, Tu mere pass nahi phir bhi, Teri yaad se mohabbat ki hai, Kabhi tune bhi mujhe yaad kiya hoga, Maine un lamho se mohabbat ki hain, Tujhse milna to ek khwab sa lagta hain, Maine tere intezaar se mohabbat ki hai.

Chehre pe mere zulfo ko phailao kisi din, Kyu roz sirf garajate ho, baras jao kisi din Khushbu ki tarah guzro mere dil ki gali se Phulon ki tarah mujpe bikhar jao kisi din

Mujhko phir wahi suhana nazara mil gaya, Nazron ko jo deedar tumhara mil gaya, Aur kisi cheez ki tamanna kyun karu, Jab mujhe teri baahon mein sahara mil gaya.

   1 | 2 | 3 | 4 | 5 | ..... 62